Saiyaara by Faheem Abdullah Lyrics

“Saiyaara” is the title song of the movie Saiyaara, released in 2025. The Song sung by Tanishk Bagchi, Faheem Abdullah, Arslan Nizami, Music is given by Tanishk Bagchi and the lyrics are written by Irshad Kamil.

Saiyaara Movie Clip

Saiyaara Song Lyrics by Irshad Kamil

Hmmmmm…………

Tu pass hai, mere pass hai aise

Mera koi ahsaas hai jaise

Tu pass hai, mere pass hai aise

Mera koi ahsaas hai jaise

Haaye, main mar hi jaaun

Jo tujhko na paaun

Baaton mein teri main, raatein bitaun

Honthon pe Lamha Lamha

Naam hai tera, Haaye

Tujhko hi gaau main, tujhko pukaarunn………

o o o o o o o ooo ooo oo

Saiyaara tu to badla nahi hai

Mausam zara sa rootha hua hai

Saiyaara tu to badla nahi hai

Mausam zara sa rootha hua hai

Beete Lamhon se duniya basaa loon

Main to tere aansuyon ka banaa hoon

Meri Hasi mein teri sadayein

Teri kahani khud ko sunau

Yaadon ke taare……..

Yaadon ke taare, tutenge kaise

Mere hai jo, vo ruthenge kaise

Beetein dinon ki kholi kitaabein

Guzrein palon ko kaise buladein

Haaye, main mar hi jaaun

Jo tujhko na paaun

Baaton mein teri main, raatein bitaun

Honthon pe Lamha Lamha

Naam hai tera, Haaye

Tujhko hi gaau main, tujhko pukaarunn………

Saiyaara tu to badla nahi hai

Mausam zara sa rootha hua hai

Saiyaara tu to badla nahi hai

Mausam zara sa rootha hua hai

Jis roz hum tum phirse milenge

Ye saari baatein tujhse kahenge

Duniya mein chahe ban jaaye jo bhi

Tere bina to kuch na rahenge

Haaye, main mar hi jaaun

Jo tujhko na paaun

Jo tujhko na paaun

Main mar hi jaau

Honthon pe Lamha Lamha

Naam hai tera, Haaye

Tujhko hi gaau main, tujhko pukaarunn………

oo ooo ooo oooo

oo

oooooo ooo oo oo

ooo……………………….

Leave a Reply

Shopping cart

0
image/svg+xml

No products in the cart.

Continue Shopping